Posts

Showing posts from June, 2017

Post 10 Poetry - MUJHKO YAAR TARKEEB BTA

Mohabbat ka Dard bayan Karti thi yaar ki Rukhsati bhi, Ke majboor Hoke roti thi Shaam bhi Meri tanha si, Ek kone main chup chap main dekhta Tha andhere kamre ko, Ke kaatne ko daudti thi har ek Lau andhero ki, Mujhko bhi yaar koi tarkeeb Bta in manzaro ko paar karne ki, Ke andhero main Roshini dikhe jaise Subah onso ke paani ki. Fariyaadi yeh Dil Kahi thamta nahi, Dard ek jagah kabhi rukta nahi, Har hissa Kuch Yun baant Diya Maine duniya main apna, Ke ab jhaank Kar dekhu to mujhme Mera Kuch mujhsa nahi, Mujhko bhi yaar koi tarkeeb Bta in ghazale Mohabbat afsano ki, ke bikhre Chand ki Chandni jaise raaton ko onso ke paani si. Mukhtar hazaar bante Hain khwaishon ke, Aur har mukhtar main ek tera halka sa zikr hi sahi, Tujhe paana saka kabhi main poora yeh naakaamiyabi hi sahi, Par esa koi manzar nahi Jahan Maine tera kuch paaya nahi, Kahin par aankhen to kahin par zulf paayi Teri, Par mud Kar dekha fir to tera Kuch bhi tujhsa nahi, Mujhko bhi ae yaar koi ta...